Monday, 22 August 2011

Woh Mulakatein.....



Kitni jaldi mulakat guzar jati hai,
Pyas bujhti nahin barsat guzar jati hai,
Aapni yadoon se keh do yun na aaya karien,
Neend aati nahin par raat guzar jati hai.....

No comments:

Post a Comment