Saturday, 24 December 2011

Bulandi......




Bulandi Bahut Der Tak Kis Shaqs Ki Hisse Mein Rehti Hai,
Bulandi Bahut Der Tak Kis Shaqs Ki Hisse Mein Rehti Hai,
Bahut Unchi Imarat Har Ghadi Khatre Mein Rehti Hai,
Bahut Unchi Imarat Har Ghadi Khatre Mein Rehti Hai,

Friday, 23 December 2011

Zindagi Ka Saath


Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya,

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya,
Har Fikr Ko Dhuyen Mein Udata Chala Gaya,
Har Fikr Ko Dhuyen Mein Udata Chala Gaya

Wednesday, 21 December 2011

Hum Tumahare Hain Sanam




Tere Pyar Kis Kasam, Tum Par Mar Mit Jayein Hum,
Tere Pyar Kis Kasam, Tum Par Mar Mit Jayein Hum,
Hum Tumhare Hain, Bas Tumhare Sanam,
Hum Tumhare Hain, Bas Tumhare Sanam

Tuesday, 20 December 2011

Maa Ka Pyar



Kisi ko Ghar Mila, Kisi Ke Hisse mein Dukaan Aayi,
Kisi ko Ghar Mila, Kisi Ke Hisse mein Dukaan Aayi,
Main Ghar Mein Sabse Chota Tha, Mere Hisse Mein Maa Aayi

Monday, 22 August 2011

Phool Aur Kaante




Kaatein hi kiya kartein hai phoolo ki hifazat,
Phoolon ko bachane koi mali nahin aata..........

Woh Mulakatein.....



Kitni jaldi mulakat guzar jati hai,
Pyas bujhti nahin barsat guzar jati hai,
Aapni yadoon se keh do yun na aaya karien,
Neend aati nahin par raat guzar jati hai.....

Monday, 15 August 2011

Aaeina.....





Aaiena dekh kar laut gaye, aaye the aeb ginnae mere,
Jab mujhe koi naya zakhm mila, khush huye purane mere,
Mangta kya kisi se main imdad,
Kar diya saare kaam khuda ne mere......